meera ke hale-e-dil ki achi rachna ki hai.... achi rachna se parichya karane ke liye shukriya... apne blog se word verification hata den to tippani aram se hogi... keep it up..
meera ka bhi shyam vo to radha ka bhi shyam...... aapki is rachna ne bahut khushi di hai khushi ji....likhte rahiye..aap ko pata nahi kitni baar aap ke blog par aata hoon aur vapis chala jata hoon...kehaan chale jate ho aap?plz likhte rahiye
Aug 29, 2008 6:57:00 PM
meera ke hale-e-dil ki achi rachna ki hai....
achi rachna se parichya karane ke liye shukriya...
apne blog se word verification hata den to tippani aram se hogi...
keep it up..
Aug 29, 2008 9:16:00 PM
hindi me aur bhi khoobsoorat lagti aapki pyaari kavita........word verification bhi hata de
Aug 29, 2008 11:54:00 PM
bahut sundar rachna...
Aug 30, 2008 10:47:00 AM
shukriya..meetji..swatiji and sure ji...
word verification hata diya... shukriya galti batane ke liye...
Aug 30, 2008 11:23:00 AM
very nice
gr8 work
u were asking bout my 2nd blog's theme?
http://www.bloggerbuster.com/2008/08/125-more-excellent-blogger-templates.html
Vinayak
MaDbLoG
Top Ten
Aug 31, 2008 9:39:00 PM
मीरा की भक्ति को नया आयाम दे दिया आपने ......बहुत ही अच्छी रचना है !!!!!!!
Sep 1, 2008 11:37:00 AM
marmsparshi rachna.
aapko badhai.
Sep 2, 2008 2:17:00 PM
blog khub sajaya hai aap ne...par post ko padh paana bada kathin hain...image se nikal ke use sidha blog pe rakhe to behtar rahega...
ye kavita pyari hain...
Sep 2, 2008 9:29:00 PM
thanks to all...
'ताइर' ji..shukriya aapke suzzav aur comments ke liye
Sep 8, 2008 11:56:00 PM
meera ka bhi shyam vo to radha ka bhi shyam......
aapki is rachna ne bahut khushi di hai khushi ji....likhte rahiye..aap ko pata nahi kitni baar aap ke blog par aata hoon aur vapis chala jata hoon...kehaan chale jate ho aap?plz likhte rahiye
Sep 16, 2008 7:12:00 PM
सुन्दर रचना के लिए बधाई, बहुत अच्छा लिख रही हैं आप। एक सलाह हिन्दी में लिखें, और भी उम्दा लगेंगी रचनाएँ। बधाई इस खु़बसूरत रचना के लिए......